Thursday 30 April 2015

Pakistani Army Chief Raheel Shareef visit karachi Headquarter

Pakistan Army chief General Raheel Shareef




Pakistan Army chief General Raheel sharif kay baray main kaha jatahai kay wo pehly General hain jinon nay Karachi kay lia karachi kay Head Quarter ka dohra kia hai. our Inhon nay yahan DG ISPR say bhi mulakat ki thi. our is kay ilawa ya bhi kaha jata hai kay Pakistan Army Chief Nay un logon kay baray main bhi bataya hai jo kay karachi main Nizam kharab karna chahtay thay. or is kay ilawah hi Pakistan Army Chief nay visit par ya bhi kaha hai kay ya operation karachi ki awam kay liya hi kiya ja raha hai or jald he karachi ko Pur Aman banain gay.


Pakistan Army Chief nay ya bhi kaha kay ya opration us waqt tak jari rahay ga jab tak wo log jo karachi ka aman kharab kar rahay hain wo arrest nahi kiya jay ga tab tak jari rahay ga. our is kay bad Pakistan Army Chief nay Karachi kay head quarter main he breaffing bhi di thi. General Raheel Shareef Khud karachi kay aman kay lia har mumkin koshish kar rahay hain. unhon nay kaha kay ayk din aye ga jab karachi ki awam khul kar bina khoof kay karachi ki sarkoon par apni family ko lay kar ghumain gay wo din jald aye ga INSHA ALLAH. 

No comments:

Post a Comment

Related Posts Plugin for WordPress, Blogger...